Tuesday, May 22, 2018

Jab tak koi ghatna humara satya nhi ban jati tab tak Ve humarey jivan ka asatya rehti hai. Jab humari prasannata aur khushi bahri duniya par nirbhar rehti hai tab tak hum bhi is bahri duniya ke maya jaal mein uljhay rehte hain. Kintu satya ye hai ke khushi kisi vastu, vyakti ya bahri duniyan mein isthit nahin hai apitu Ve humare chaitanya mein isthit hai. Is satya ko jaannay ke liye humko apne sansarik shareer se apne aatmik Madhya mein jana hoga.

Diya Sharma
17/10/2015

No comments:

Post a Comment